Wednesday, January 23, 2008

sapna ya sachh

meri nigaahein thak gayi hein teri raah takte takte,
kya mera yeh intazaar kabhi khatam hoga,
meri muskuraahat ko kaayam rakh sake umr bhar,
kya woh sapna mera kabhi sach hogaa????????

2 comments:

abhijit said...

nice shayari.....
meri nigaahein thak gayi hein teri raah takte takte,
kya mera yeh intazaar kabhi khatam hoga,
meri muskuraahat ko kaayam rakh sake umr bhar,
kya woh sapna mera kabhi sach hogaa????????

Rahul Jain said...

bahut acha sher likha hai..main apke liye kahunga..

rahne de aasma jamin ki talaash kar,
sab kuch yahi hai na kahi aur talaash kar,
har aarzoo puri ho to jeene ka kya maza,
jeene ke liye bas ek kami ki talaash kar.